Re: mere dil main Teri yaadon ke saye
"
Hwa jaisy khandar main sarsaray**
**
**
Hamin ne sab ke gham ko apna jana
Hamin ne sab ke hathon zakhm khaaey:lajawab:
Dil-e-betab ki wusaat tu daikhu
Zamany bher ke is main zakham chupaay:k:
Kissi ne piyar se jab bhi pukara
Tu palkon per sitary jhilmilaay:lajawab:
Shab-e-furqat her ik ahat pe mujh ko
yehi dhoka howa shaid woh aaey:wub:
Khushi di hai zamany bher ko imdad
agarchey umar behr ansoo bahay:k:
**