Re: meray liye bhi kuri dhoondhoo ![]()
aik meray postal address per bhi bhaijh daina ghar waloun ko dikhani hay
aur haan yaad aya in mein say nahi bhaijhna kal aisa karna kai zara threading karna pehlay phir face wash kar kai aik new pic laina aur wo send karna akhir zindagi ka sawal hay ![]()