Meray dard ki

Re: Meray dard ki

Miray dard ki jo dawa karay, koi aisa shaks hua karay
Wo jo bay panah udas ho, magar hijjer ka na gila karay

Miri chahatein, meri qurbattein, jisay yaad aaein qadam qadam
To wo sub say chup k libaas e shub mein lipat k aah o baka karay

Berhay us kay gham to qaraar kho day wo meray gham k khayal say
Utthein haath apnay liye to phir bi miray liye dua karay

toba hey g, kia khudgarzana chahut hey!