Meray 30K

Re: Meray 30K

^
naheeN, paapi peyT kaa sawaal hai

:(

Re: Meray 30K

^kuch roti kapray makaan ka bhi khyal hai

Re: Meray 30K

^
bhook saY meraa buraa haal hai

Re: Meray 30K

^Aq beta, tu kab say nidhaal hai??? :hmmm:

Re: Meray 30K

^
JUb saY mujhaY bukhaar hai

Re: Meray 30K

:chai:

Re: Meray 30K

bukhaar hai ya pyaaaar hai?

Re: Meray 30K

ab tau jiyaa baY qaraar hai

Re: Meray 30K

^ :aj:

Re: Meray 30K

^
Aap kaa chehra kioN laal hai:faizy:

Re: Meray 30K

sigh Maloom naheen udaasi hai ya bukhaar hai…

PS: I am not beqaraar.:aj:

Re: Meray 30K

tumhaaraa dimaagh tau pooraa sardaar hai :smack:

Re: Meray 30K

Mujhay maloom hai keh mera dimagh bekaar hai.:bummer:

Re: Meray 30K

sar par tumhaaraY kiouN jhaaR jhankaar hai

Re: Meray 30K

Is mein mera qusoor naheen. Baghoon mein bahaar hai.:p

Re: Meray 30K

iss thread kaa topic kiouN faraar hai :hehe:

Re: Meray 30K

Faraar? :konfused: Tu ab AQ Faraar ki teyariyon mein bar sar-e pekaar hai.

Re: Meray 30K

aye ooper waali, tu kiouN khushi saY sar shaar hai :hoonh:

Re: Meray 30K

Yeh khushi say nahee balkay gham say hamkinaar hai.

Re: Meray 30K

yehi rahaa haal tau phir beRaa paar hai :naraz: