meraa ek fil-badeeh she'r

Re: meraa ek fil-badeeh she’r

miyaaN, truck waaloN kii baat maano. unkaa kahnaa hai k safar pe nikalne se pahle pahli fursat men peT bhar ke [tightly packed stomach] khaanaa khaa lenaa chaahiye kiuN k yeh pataa nahiiN hotaa k aglaa khaanaa kab naseeb ho!

is liye, pahlii fursat men ho aao udhar varna na jaane aise restaurants kab band ho jaayeN!!! :cb: