meraa ek fil-badeeh she'r

Re: meraa ek fil-badeeh she’r

nahiiN baba…maiN samajh gayaa k baahar = restaurant…maiN bhii usii kii baat kar rahaa thaa k restaurant kii cook mujhe ziyaada achchhi lagti hai uske pakaaye huey khaane ke ba-nisbat :cb:

achchhaa jii, ab main chalaa…mere ghar jaane kaa waqt ho gayaa…take care…Allah haafiz :slight_smile: