Re: mera pen mil gya
gum gai hai .. to phir masjid mein 5 rupee de kar ilaan karaao .. inshaAllah mil jaaey gi ..
…bas mein hi reh giya hoon .. 7 sal ho gaey hein .. aik piyaar gum ho giya tha … ilaan kar kar k .. aaj tak na mila hai aur na hi kisi ne doondh k diya hai …
koi help hi nahi karta ..