Mera pen kho gaya...

Re: Mera pen kho gaya…

^ aap ko mazaq soojha hua hai, aur mujhay meri pen ki fikar padi hui hai. Mai aap ka pen istemaal karsakta hoon, please. Mai aap ko aik piali chai pila doonga. :chai: