Re: mera naya tajerba
kya mein is thread me post karsakhta huon ??? ![]()
Re: mera naya tajerba
kya mein is thread me post karsakhta huon ??? ![]()
Re: mera naya tajerba
mujhse q ijazat leh rehai hian?
Re: mera naya tajerba
Scientist Abdul Pg Khan ? ![]()
Re: mera naya tajerba
jo log aqalmand logoon kay tajerboon say faida nahi uthatay woh hamesha peechay reh jatay hain * snooty *
Re: mera naya tajerba
anday aur malaie ka combination kuch khatak sa raha hai ![]()
Challo try maar ke dekh lain gay ![]()
AQ - acha ab pata chal gaya ke farigh waqt main larkiyon ke college ke bahar kharay ho ke aisi baatain kartay ho :nono:
Re: mera naya tajerba
wow wow wow, mai impress nahe howa, instead dipress zororor ho gaya hoon, aap say acha tu mai nay childhood mai panjeeri aijaad ki thi, bina kisi say pochay, kud he banaee thi aur saray ghar walay hairan rah gaey thay.................
Re: mera naya tajerba
sadafoo> yaara sirf ik tea spoon say app log adnan saami nahi bun jaain gay
Sz> panjeeri ayjaad ki the ? app moin jo daro kay zamanay kay hain ?
Re: mera naya tajerba
![]()
Re: mera naya tajerba
PG, have you ever tried Butter in Omlete?
Same taste like Malayi. Well I use Malayi, Yogurt, half cup of Milk and Butter (together) in Chicken salan.
Guess what taste you get…![]()
Itna matt khao keh colestrol ki fikar paRd jaye. Main mashallah sab kuch khati hoon lekin kam quantity mein.:halo:
Re: mera naya tajerba
khan saab ye ghana ka thread nahi khana ka thread hi kuch acche acche receipe likho, ex: jhinga biryani.. etc
Re: mera naya tajerba
Qatra qatra banay samandar ![]()