Mera Lafz Lafz_~*~ Dua ~*~Dua~*~

Re: Mera Lafz Lafz_~~ Dua ~~Dua~*~

nafs mutaminna her shakhs main nahin hota.. even Hazrat Ibarhim ne bhi khuda se kaha tha ke murdon ko zinda kaisa kiya jae ga.. poocha gaya ‘kiya aitbaar nahi’.. unhon ne kaha tha ‘aitbaar hai, lekin itminan e qalb ke liye sawal kia hai’.. jab unhoon ne pardon ko tukRe tukRe hone ke baad zinda kar ke dikhyaa gaya tab wo mutmain huwe