Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
maira ghar to pak mein hay. baqi sab makan hay.
uk mein kon hay ?
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
maira ghar to pak mein hay. baqi sab makan hay.
uk mein kon hay ?
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
aap ke UK me bhi makanaat hai…![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
gareeb aor bai ghar aadmi hu. hamari aisi qismat kaha
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai sukoon ki neend soo jaaon
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Abhi aap kidhar ho...........:D
pakistan or europe?
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Abhi aap kidhar ho...........:D
pakistan or europe?
filhaal to cafe mein hu :)
chorain yar aisi batain kio poochtay hein ? ham waha hein jidhar hamain apni b khabar nahi :D
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Mera jee chahta hai sukoon ki neend soo jaaon
maira bee
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
maira bee
I meant the other sleep....the final sleep
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Kayz bhai ka bhi wahi matlab hoga…![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
woh to jab likhi hay to ani hi hay, is liay darna kaisa
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
I meant the other sleep....the final sleep
why do you want to die so early?
marte waqt lagega puri zindegi ek lamehe me khatm ho gayi...........:(
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
woh to jab likhi hay to ani hi hay, is liay darna kaisa
Darna maut se nahi....uss imtehan se chahiye jo zindagi khatam hoone k baad ata hai
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
zindagi tou waise bhi aik lamhe mai he khatam hoti hai…
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Darna maut se nahi....uss imtehan se chahiye jo zindagi khatam hoone k baad ata hai
acha hay na, suna hay Liz Taylor dozakh mein maira wait kar rahi hay...........aor udhar us ki age 16 saal hay :D
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
usi imtehanse darr ker hi main jina chahta hun…![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
aap ko Geo mein job dilwa daitay hein…jo b kaam karna ho woh kar k Geo(Jina)
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
mere jaan pehechan me ek umr daraz khatoon thi…kisi ne unse puchha khaala maine suna ke aapka inteqal hogaya…
to uss khaatoon ne jawaab diya tha ke hum kabhi nahi marenge…
aur uske baad wo kai baras zinda rehi…![]()
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Looks like somethin to look forward to:hehe:
keep up the spirit
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
aap ko Geo mein job dilwa daitay hein..........jo b kaam karna ho woh kar k Geo(Jina)
ji main George ka pakistan me kaam kerna chahta hun...........:D
Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
Hattori-san, aap ki post parhtay howay mein soch raha tha k aaj kal fb par is tarha k jitnay jokes atay hein un k end par Misbah ka naam likhta hota hay aap pata nahi kia baat karnay ja rahay hein ![]()