!! Mera Jee Chahta Hai !!

Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!

Mairay bus mein ho to Life 1 ka naam change kar k Desperate Housewives rakh du :smiley:

maira mun band karna to bohat asaan hay, biryani…:slight_smile:

woh main nay nahi khani. Woh biryani kha kar aap aisi ho gai hoi hein aor kahi mein b us k baad aisa na ho jao :smiley: