!! Mera Jee Chahta Hai !!

Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!

aap ko is liay nahi bulaya k aap ki urdu parhnay mein jitni dair mujhay lagni hay utni dair mein agla attack ho jana hay :slight_smile:

Hatho say taali baja kar jab Nee Tuuu, Neee Tuuu kah kar larai karay ga na woh to phir pata chalay ga k kis ko bulaya hay.

Ya kankuttay ko bula lu ? aap k sathi wohi poora aa sakta hay aor phir mein bus chup kar daikhu ga :smiley:

Indar Sabha to tum log bana rahi ho aor mein to baichara apnay defense mein madad maang raha hu :smiley: