Re: !! Mera Jee Chahta Hai !!
bahooot door hai airport. koi 250 kms. bechaare donoN wheel chair pe hoNge to to saamaan ke saath mushkil hogii…unke beTii/daamaad nahiiN jaa rahe, busy haiN! :o…mere sar manDh diyaa
i’m doing it for sawaab and i must NOT complain and do it with a smiling face ![]()