Re: mera iqrar taray…
^^ aapkay maathay ki lakeerain kahti hain ke aapko BOHAT jootay paraingay :roman:
aur shairee aur hamaara PURANA sath hay.. ye to kabhi aap logon par KHOLTAY nahi hain .. ![]()
arz kia hay… naza’a ki aakhri hichki ko zara ghor say sunn,
poori zindagi ka khulaasa isi ek awaaz main hay…
aadab… ![]()