Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam II

very nice !!!

remind me of

Apnay hathon ki lakiron main basa lay mujh ko
main hun taira to naseeb apna bana lay mujh ko

mujh say tuu puchnay aaia hai wafa kay maanay
ya tare saada dile maar na daalay mujh ko

bada phir bada hai main zahar bhe pi jaun qatil
shart ya hai koi bahon main sambhalay mujh ko