Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam I

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

it's beautifulll Sid
nice one

Zindagi Us Pe Waar Di Tu Ne
Lamha Lamha Guzaar Apna Bhi

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

O Sanama O Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama Sanama Ab Meri Tanhai Hai Aasaan O Sanama Sanama Sanama Ab Meri Tanhai Hai Aasaan Teri Tasveerain Teri Tehreerain Teri Tasveerain Teri Tehreerain Ghar Main Meray Phela Hua Hai Yehi Saamaa'n O Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama Sanama O Sanama Na Subh-o-Shaam Beqaraari Na Uskay Baad Raat Bhaari Kesa Hua Hai Meray Har Dard Ka Darmaa'n Kesa Hua Dard Ka Darmaa'n Kesa Hua Hai Meray Har Dard Ka Darmaa'n O Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama Sanama O Sanama O.. Sanama O O.. Sanama O Teri Aankhon Main Jhaankta Hoon Teray Honton Say Phoochta Hoon In Say Chupaata Nahin Apna Koi Armaa'n In Say Chupaata Nahin Koi Armaa'n In Say Chupaata Nahin Apna Koi Armaa'n O Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama Sanama Ab Meri Tanhai Hai Aasaan O Sanama Sanama Sanama O Sanama Teri Tasveerain Teri Tehreerain Teri Tasveerain Teri Tehreerain Ghar Main Meray Phela Hua Hai Yehi Saamaa'n O Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama Sanama O Sanama O Sanama Sanama

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

:)

2 Likes

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

this is for u Sid :Princeali:



Shab-e-tanhaii
Wo jo bare sukh mein hay
Use kehna
K raat ka pichla pehr hay
Aur abi hum jaagte hein
Humari ankhon se neend koson door hay
Hamare lub abi tak us ke naghme gungunate hain
Hamara zehn ab bhe us ki baatein sochta hay
Kabhi hum huns dehte hain
Kabhi jee bhar ke rotay hain
Shab-e-tanhai ki yakh-basta hawaon
Use kehna
Hum ab bhi ba-wazuu ho kar tumara naam lete hein
Use kehna
Ya apna Naqsh dho jaye
Ya phir se apna ho jaye

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Alfaaz nahi mil rahe tareef ke liye :slight_smile:

Ya Apna Naqsh Dho Jaye
Ya Phir Se Apna Ho Jaye
Simply awsome :bb:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

**thnx u **
:slight_smile:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Mujhe charagh jalana tha mein jala ke rahi
jo sach kahon to mujhe ye hunar hawa ne dia

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Umda shair madiha :k:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

**Asalam u Alaikum !** zindagi ko zindagi bana kar to dekho kissi k khawab aankhoN mein saja kar to dekho khud par bhi tumhain pyar aanay lagay gha kissi ko dil mein basa kar to dekho yeh khawab dekhtay ho roz tum unn ki umeed e tabeer kar k to dekho yeh duniya ik dal-dal k siwa kuch nahin hai iss mein tum paaoN rakh kar to dekho bhool jao ghay tum kon ho, kaisay ho kissi ko zra apna bana kar to dekho lagnay lagay gha har pal khushiyoN bhara kissi k liye zra muskura kar to dekho yeh duniya teray raaz tujh par khud khol dey ghi apni zaat ko iss sey zra chupa kar to dekho **BeIng l0n3ly !!! $Id !!!**

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

khud par bhi tumhain pyar aanay lagay gha
kissi ko dil mein basa kar to dekho

very nice Sid

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Thanks Madiha :) Just creating a new thread gonna dedicate to all forum members !

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

ok m waiting for this thread :)

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)


This Ghazal Is For My Thread Zindagi Ke Naam !

Rahat Induri

Uski Kathaii Aankhon Mein Hain Jantar Mantar Sab
Chaaku Waaku,Churiaan Wuriyaan,Khanjar Wanjar Sab

Jis Din Se Tum Ruuthi, Mujhse Ruuthay Ruuthay Hain
Chaadar Waadar,Takiya Wakiya,Bistar Wistar Sab

Mujhse Bichar Kar Woh Bhi Kahan Ab Pehle Jaisi Hai
Pheekay Par Gaye Kapray Wapray,Zaywar Waywar Sab

Being loN3ly !!! siD !!!

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

**nice **:hehe:

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Tumharay Hijar Ki Sadiyaan,Tumharay Wasal Ke Din Mein Iss Shumaar Se Niklon To Kuch Aur Sochoon

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

http://www.uploadgeek.com/uploads456/96/a.jpg

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Hope You Understand Why I am Sharing This Nazm

Tuuty huye be dard
Khawabon ki kirchiaan
Samait'tay samait'tay
Ik lamhy k liay mera dil chaha kah
Main bhi
Enhi ki tarah
Tuut ker
Hazaroon tukroon main bikher jaon
Aur koi mujhe
Taa hayaat bhi
Mukamal na ker sakay!!!

BeInG LonelY !!! siD !!!

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

awesome sharings Sid

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

wow loner...bht achaa :)

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

:flower: