Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam I

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

**Aik sacHi nAzm uSs K NaAM **


Mujhe Uss Se Ab Bhi Mohabbat Hai **
*Magar Na-jaane Kyun *
*Ab Uss Mohabbat Mein Woh Pehli Si Shiddat Nahi Rahi *
*Mujhe Ab Bhi Uss Ka Intizaar Rehta Hai *
*Mager Na-jaane Kyun *
*Ab Uss Ke Intizaar Mein Sitaron Ke Saath *
*Haal-e-DiL Kehne Ki Aadat Nahi Rahi *
*Mujhe Ab Bhi Uss Ki Yaad Aati Hai *
*Mager Na-jaane Kyun *
*Uss Ki Yaad Mein Roney Ki Khwaahish Nahi Rahi *
*Main Uss Se Ab Bhi Milna Chahta Hoon *
*Mager Na-jaane Kyun *
*Ab Uss Se Milne Ki Tarap BaaQi Nahi Rahi *
*Sochta Hoon ! Kitna Badal Gaya Hoon Main *
**Bilkul Uss Jaisa Ho Gaya Hoon Main ...


BeInG lOnEly !!! sId !!!