Mera Intikhaab Zindagi Ke Naam I

Re: M3rA INTIKHAAB (Zindagi k Naam)

Gham Ke Saanjoog Aachay Lagtay Hain,
Mustaqil Ke Roog Aachay Lagtay Hain,
Mujh Se Koi Wada'ay Wafa Na Karay,
Mujhay Bewafa Loog Aachay Lagtay Hain.