Re: ~Mera dil nahi kar raha..:(~
nai main kaheen Imran kay husan ki taab na lakar iss jahan-e-faani say kooch na kar jaoon, iss dar say main nay apnay wafaat paanay ka iraada tarak kardia hay, waisay bhi abhi meri umar hi kia hay :$ yehi koi 16 saal aur kuch maheenay :$ yeh umar bhi koimarnay ki hay bhala :s