Re: ~Mera dil nahi kar raha..
~
Shehad ki Lady,
so kind of you chanda, Allah tum ko achaa sa doolha day ![]()
(sheesh aamin bol looN ? )
and do din say to araam kar raha hoon, araam kar kar k thak gaya hoon, ab soch raha hoon k thora sa rest karlooN, see I am so smart cool me