sheen baji apkay sawal par mujahy aik lateefa yaad agaya , kuch larkyan aik dosray say poochti hain kay yeh larkay apas main kya batein kartay hain to aik larki kehti hai "aray wohi batein jo ham larkyan apas main kartay hain " to sab aik sath aik awz ho kar kehti hain " haey Allah kitnay bey sharm hotay hain yeh larkay " … 