memory of 90's

Re: memory of 90’s

***jumma ke chute main namaz ke bad abbu ke sath masjid se nikalna aur bahar bohat sare fruit walo ka hona aur phir fruit kredna bhi yad hoga,
hamare yahan akhbar nahi ata tha magar jumma ke roz jang akhbar zaroor lia jata tha aur us main jo kahania hote te main woh parh ke bara khush hota tha,