Re: Mein nay yeh soch kay
waise registan main kon sa darakht phalta hai siwae cactus ke podon ke… aap kehte hain ‘Shalamar main kon darkakht lagata, maali bade kamchor hain’ to samajh aati.. waise suna hai Shalamar main fawware uss din chalte hain, jis din koi mam visit ko aati hai