aray ap ko khwamakhwa naraz horahi hain
hum nay kab mazak ki
basss hasanay ki koshish kar raha tha
admi ko dard bhi hasna chaye
dekhain na hum bhi to has rahay hain
hans he laytay hain ab aisee bhi koi baat nahin k ansoo he bahanay hotay hain dukh ya dard mein............Zabt karna hota hai..........bulkay karna parta hai.