Re: Mehndi ni mehndi
kya mein bhi tumhaarey peechay beth kar gaa sakta hoon ![]()
Re: Mehndi ni mehndi
kya mein bhi tumhaarey peechay beth kar gaa sakta hoon ![]()
Re: Mehndi ni mehndi
jhaaroo? ![]()
acha ruko mai koee intayzaam karti hun.
saath walun kay haaN zaroor hun gi ludi sticks ..
kaun ko bualing
yaar kaun kaam karo aik..
saath walun kay haan jaou aur un say poochou un kay paas ludi sticks hain? agar huwi tou un ko invite klar layna plz
Re: Mehndi ni mehndi
![]()
heyyyyy! i dont wanna be the one who holds the chumcha… i wanna be the dhol bajaney waali girl… but if u wanna be one too then we can share ![]()
hey, anyone knows those songs that tease the dulha
i ain’t the creative myself ![]()
Re: Mehndi ni mehndi
oye yeh kya ho raha hai ![]()
kaun kay bachay kaan say pakring jao udhar larkon main baitho!
Re: Mehndi ni mehndi
aray aray koee baat nahee..
aap dhol bajayee
haam gana gaateen hain
aur chamcha bhi bajateen hain
chalo chalo shrou karo …
dulhay ki aye gi baraaaattt
aursari larkyaan naachein geennnn
ooooo
oooooo
oooooooooooooooooooo
Re: Mehndi ni mehndi
okay EMM :achay bachon kee tarha barabbar waalon key paas jaayng aur invite bhi karing:
KHUMI don b jealous plzzzzz
waapis EMM key peechay jaa ker bething aur emm ka dupatta pakar key bething:
Re: Mehndi ni mehndi
larki tumharay kaprun ko kya huwa? ![]()
kaun ko mainey neigbors kay haan bheja hai
luddi sticks lainey
ata hi hoga
Re: Mehndi ni mehndi
haath par theppr maaring
har waqt bachun wali harqatein , idher dou sticks mujhay sticks laying
chalo utho larkun may jaou
dupata theek kar kay baithing
Re: Mehndi ni mehndi
nemo ki aye gi baraat
rangeeli ho gi raat
magan main to nachoon gi
nemo ki aye gi baraat
aik lagaoon gi na to pata chalay ga. oye lighton wala nahin aya! ghar main abhi bhi lightain nahin lagin. zara us ka to pata karo
EMM kya hua meray kapron ko :aq:
Re: Mehndi ni mehndi
where’s the Pakola yaar! that HHL ka bacha is so kanjoos, extra diluted shehzaan ke ilaawa kuch aur peeney ko nahi rakha ![]()
Re: Mehndi ni mehndi
![]()
munn latkakey larkon mein jaa kar naaching
Re: Mehndi ni mehndi
jaldee sey bijlee key pole per char ker KUNDA technology use kar key electricity supply karing.
PINKU yeh lo tumhaarey liye Pakola ![]()
Re: Mehndi ni mehndi
aray pagal
woh wali lights nahin. batiyan. woh jo choti choti nahin hoti. christmas lights na!
Re: Mehndi ni mehndi
aray aray .. abhi drinks serve houteen hain
bawarchi ko seeti maaring
yaar botlay shoutlay laou mehmaanoun kay lye
larkun walun ko drinks bhi serve karni hain..
Re: Mehndi ni mehndi
wow I missed like the whole thing
anyways will rejoin the mehndi tomorrw
Re: Mehndi ni mehndi
Rya: aray nahee nahee abhi tou shrou bhi nahee huwa
aap hi ka intayzaar thaa
Re: Mehndi ni mehndi
riyaaaaaaaa shukar hai aa gayi ho! chalo ab party shuro kartay hain ![]()
Re: Mehndi ni mehndi
ohhhhhhhhhhhhhhh, jaldee sey mall bhaagin aur CHRISTMAS lights dollar store sey laaying ![]()
EMM
i feel being USED ![]()
lekin chalo koi baat nahi tumhaarey liye yeh bhi :larkon ko drinks serve karing:
Re: Mehndi ni mehndi
chalo ab saray ghar main bhi lagao. doooooooooooooooorrrrrrrrrr sarak say pata lagna chahiye keh shaadi wali ghar hai hamara ![]()
Re: Mehndi ni mehndi
oh hooo aap tou KAUN sahab hain. Health minister .. lol im sorry mai kuch aur samjheen ![]()
chalein chorein yeh kaam waam - aap baithye plz baithyee..