ATA
November 9, 2006, 5:42pm
41
Re: --Mehandi say likhoo …
sidz_angel:
haan haan yeh toh sab kuch hia nah
aur itna kuch ker chuke hain magar mujhe pm nehi kiyaaaaaa
abhi mai laati houn chaaku, khud katoun ghi aapke haath paon
Oyeee… nai nai, haath paoon nai katna plz, mujhay nai pata tha uahan itnay zalim people rehtay hain, achaa 2 mint sabar karain, I will rpely tomorrow
theek, ab to nai kataingi na meray haths and paooNs ? warna kaisa jaeeb sa lagoonga UNN kay pass jaata howa aur UNN say milta howa :s
Re: --Mehandi say likhoo …
ATA:

theek hai UNN ki vaja seh aapkeh haath paon abhi keh liye sai salamat,
magar yaad rakhiyeh hum koi esi vesi chees nehi
khatarnaak log hian hun haaan
ATA
November 9, 2006, 5:44pm
43
Re: --Mehandi say likhoo …
nai nai, aap ki qasam, hath pat ATA likha hay, abhi tak likha hay
Left main Jaata nai Joota and Jharoo hay
K_Khan
November 9, 2006, 5:46pm
44
Re: --Mehandi say likhoo …
han na.. agar b’day bhool jai ga tu yahee likhaa ho ga..
Re: --Mehandi say likhoo …
ATA:
nai nai, aap ki qasam, hath pat ATA likha hay, abhi tak likha hay
Left main Jaata nai Joota and Jharoo hay
joota aur jharo aapko maarne keh liye
Re: --Mehandi say likhoo …
vesi aapki b’day ki tyaariyaan kesai jaa rehi hain :halo:
K_Khan
November 9, 2006, 5:47pm
47
Re: --Mehandi say likhoo …
ATA:
nai nai, aap ki qasam, hath pat ATA likha hay, abhi tak likha hay
Left main Jaata nai Joota and Jharoo hay
phir se dekhoo JHAAROO aor JOOOTA kiss taraf se pakRa huwa hai.. agar joota TOE ke taraf se aor jharooo end ke taraf se pakRa he aor heel lambee hai tu dourD laga denaa..
Re: --Mehandi say likhoo …
kitni sai baat kahi hai
ATA
November 9, 2006, 5:51pm
49
Re: --Mehandi say likhoo …
sidz_angel:
theek hai UNN ki vaja seh aapkeh haath paon abhi keh liye sai salamat,
magar yaad rakhiyeh hum koi esi vesi chees nehi
khatarnaak log hian hun haaan
uff itna reham, yani Uncle Hatam Tai ki qabar par laat maar di
thank you may;, for giving the life … main yeh Ehsan(bhai) kabhi nai bholoonga bhalay UNN k wajah say hi sahi, kuch to faida howa UNN ki wajah say
kitnay khatarnak log hain ap? picture send-ain zara
ATA
November 9, 2006, 5:52pm
50
Re: --Mehandi say likhoo …
main kia chupkali hoon ?

haan haan theek hai
maaf kiya abhi keh liye..magar yaad rakhiye hum batein bhoolte nehi, hum yaad rakhte hian
picture kyun hum send-ain…unn seh marwana hai kiya?
ATA:
main kia chupkali hoon ?
haan
ATA
November 9, 2006, 5:54pm
52
Re: --Mehandi say likhoo …
Oye babay, Tajruba bl raha hay kia ?
kia khoob observation ( or experience ) hay babuu
Re: --Mehandi say likhoo …
lagta hai ek baar nehi huwa kain baar huwa hai :halo:
ATA
November 9, 2006, 5:57pm
54
Re: --Mehandi say likhoo …
sidz_angel:
haan haan theek hai
maaf kiya abhi keh liye..magar yaad rakhiye hum batein bhoolte nehi, hum yaad rakhte hian
picture kyun hum send-ain…unn seh marwana hai kiya?
haan
waisay bohat si baatain bhool jaana chahyay, sab kuch yaad rakhna sehat k liay muzir hay
picture daikh kar decide karoonga na kitni ‘Khatarnaak’ hain aap aapkay UNN kon ?
Re: haan ←
Re: --Mehandi say likhoo …
ATA:
waisay bohat si baatain bhool jaana chahyay, sab kuch yaad rakhna sehat k liay muzir hay
picture daikh kar decide karoonga na kitni ‘Khatarnaak’ hain aap aapkay UNN kon ?
Re: haan ←
meri sehat seh bilkul theek hai
maine AAPKE unn kah zikr ker rehi thi
mere toh koi UNN hai nehi abhi
:s maine kiya kiyaa keh bailan mara jaa reha hai :s
ATA
November 9, 2006, 6:05pm
56
Re: --Mehandi say likhoo …
sidz_angel:
meri sehat seh bilkul theek hai
maine AAPKE unn kah zikr ker rehi thi
mere toh koi UNN hai nehi abhi
:s maine kiya kiyaa keh bailan mara jaa reha hai :s
sehat achi bolay to matlab you are also moti hehe j/k
ji ji, ab sharmain nahi, I knew who UNN is
Re: mujhay chupkali q kaha ? main chupkALA hoon bass eh dia na
lekin wait, main wo bhi q hoon ? :s
Re: --Mehandi say likhoo …
ATA:
sehat achi bolay to matlab you are also moti hehe j/k
ji ji, ab sharmain nahi, I knew who UNN is
Re: mujhay chupkali q kaha ? main chupkALA hoon bass eh dia na
lekin wait, main wo bhi q hoon ? :s
sehat meaning HEALTh not WEIGHT
kiya voh jinse maine nehi milli kabhi aap unhe mil chuke hain?
nai nai yeh mumkin nehi
abhi toh voh khawaaboun mai aate hain… abhi zindagi mai nehi aie
magar inshallah ek din sirf khawaaboun mai nehi magar hakeekat bhi hoin geh
RE: aapne toh apne aap ko khud kahaa tha, maine toh bas aapki haan mai haan mila di
ATA
November 9, 2006, 6:19pm
58

according to NWO, healthu means MOTIIII
ji ji, main mila to nai, lekin fone par baat ki hay, awaaz sy to shareef insaan lagtay hain, aagay ka pata nai
re RE: ji ji kitni farmabardaar hain na ap, jab moti kaha to uss waqt q nai kaha JII jiii ?
Re: --Mehandi say likhoo …
baad mai poora reply keroun ghi aapko
abhi mai challi chawal ubaalne keh liye
ImranQ
November 9, 2006, 6:24pm
60
Re: --Mehandi say likhoo …
ATA bhai mei deo nahi hoon chota sa pait hai mera