meethi methi batain

Re: meethi methi batain

aji dushmano ko aag lagnay par sharmana kaisaa… aap ko to khush hona chahyey :aejaz:

Re: meethi methi batain

aur mujhay bhee app say zyada ghee ke fiker hay :stuck_out_tongue:

Re: meethi methi batain

main dekhnay main aasi lagti hoon ............. koi sochta hi nahi keh main bhi shetaanoon wale kaam kar sakti hoon

Re: meethi methi batain

Misaal k tor per kiya kiya shetaanoon walay kaam ker sakti hoo
kiya mujhay :wink: iss terha ker sakti hoo :smiley:

Re: meethi methi batain

^ yeh tau woh ankhain baan karr kay karr sakti hay
koi mushkil sawal karooo

Re: meethi methi batain

is ka to pata nahi kabhi karnay ki zaroorat nahi pari
magar is aankh ko phoor zaroor sakti hoon aur jab koi poochay ke yeh kis ne kiya to bas black mail karnay ke liye khawateen ka sabsay takat war auzaar nikaal lo

ANSOOOO:D

Re: meethi methi batain

haaaaw haaai dukhi unkal :frowning:

kyon bachon ko bigaar rahy ho

Re: meethi methi batain

DUKHI UNCLE thoray say nahi balkeh poray pagal hain

unke biwi bachay gunmay ke baad aaisa hua ..phir un ko laga keh unki murgi bachay deti hai …:snooty: