Meera Poetry

Re: Meera Poetry

musbat soch rakkheN…moTii beGham laayeN to phir takiye kaa kia kaam? yeh gaanaa suboot ke taur par pesh kartaa huN:
**
moTii jiskii biwii uskaa bhii baRaa naam hai
bistar pe liTaa do, takiye kaa kia kaam hai

mire aNganeN meN tumhaaraa kia kaam hai! :cb:**

Re: Meera Poetry

Itni Mooti Bivi Takkaya Kaisay Banay gi Woh To Poora Bed Hogi :hehe:

Re: Meera Poetry

haN to behtar hai na!

2-in-1 rahegii…gadde aur takiye kaa kaam ek saath degii! :stuck_out_tongue:

Re: Meera Poetry

Takyya :konfused: Bhai Kabhi Razai Ka Takyaa Banaya hay :hehe: