meaning of wife.

app ko main personal hoti hoi nazer ayeee :open_mouth: jub muje meri piyaari guppi kaha tha kisi ne os waqt app kaha thay???or is jageh zara nazer doraiyian or bhi bahut log milay ge jinhone personal baat mazaaiya toor per kahe or maine bhi yahe andaze bayan ikhtiyaar kiya yeh dekh ker ke joke or entertainment ka forum hai.bahut afsoos huwa, is qader na insafi dekh ker ke muje warn kiya gaya jub ke main mazaq ker rahe thi jesa ke sub ker rahay thay.