Meaning of Today's Urdu Word...Nov. 17, 2011

Re: Meaning of Today’s Urdu Word…Nov. 17, 2011

Correct. Aasaan zabaan main isse tashbeeh dena kehte hai. Jaise Parveen Shakir ne muhabbat ke wajood ki is tarah se tashbeeeh di:

Gulab hath main ho, aankh main sitara ho
koi wajood muhabbat ka ista’aara ho