marHooma TUN TUN [actress] ek** laHeem shaHeem Khaatoon**** thiiN :)**
magar mausoofa kii aawaaz baRii ‘dhaan paan’’ thii … her real name was Uma Devi and she used to sing her own songs and provided playback singing to other leading actresses of her time:
Pacific Ocean
bilkul bajaa farmaayaa...Pacific Ocean kaa jo naam diyaa gayaa Urdu emN vo perfect bhi hai aur iskaa literal translation bhi hai...aise hii taraajim ko maiN **tarjuma*lation* kahtaa huN :D**
bahr means paani and kabul means kabul :D
*baHr ka matlab PAANI kab se ho gayaa? hehe :D
*
Must be some ocean name
haN magar us ocean kaa naam to bataayaa nahiiN ... vaise, Muqawwee saaHib ne bataa diyaa :)
Lehn e Daudi bhi to mashoor hai.. Iska matlab hai sureli meethi awaz
bilkul durust farmaayaa**...laHn kaa matlab Khush-aahang aawaaz, sureelii aawaaz, melodious voice...
...leHn-e-Dawoodi mashhoor hai :) Allah ne Dawood [a.s.] zabardast aawaaz se nawaaza thaa ***jaise Yusuf [a.s.] ko Husn se aur Sulaiman [a.s.] ko daulat se aur Ayyub [a.s.] ko sabr kii quwwat se. *