Remember! No Thanx n sorry between Frndz! ![]()
Re: Me & Raabika
i didnt said Thanx and sorry ![]()
Re: Me & Raabika
chalo shukarya to kha hi hay… advance bata raha hooo. 1 reply bach jayga ![]()
Re: Me & Raabika
![]()
Re: Me & Raabika
aslam-o-alikum … kaisi hoooo ?? …dant dard krr rha hai k … brush nhi kiya ??
wsalaam…Alhamdolillah theek hoon..tum gs par khel kood kar phir online aatay ho…pahlay aanay main koi masla hota hai?
main nay 3 times tumhain salam kia tha tum nay jawab nahi dia.. ab me tum sey naraz hoon ![]()
Re: Me & Raabika
tota sa bacha hoo to khailyoo ga hi … hehe
kab kiya salam …telloo … tum hi bzy hoti hoo … naraz to mjhe hona chahiyee roni surat banying
meri last person… wali thread main kia tha.. ![]()
Re: Me & Raabika
hmm …chal wait i will come online … but first show me ur ganday ganday teeth … or saray k saray dikhnay chahiyee .
Re: Me & Raabika
tumharay ganday teeth hain.. meray nahi.. tum ganday bachay ![]()
Re: Me & Raabika
mai nay to abhi saaaf kiye hai … daikooo … showing all teeth
Re: Me & Raabika
phir bhi ganday hain eww
Re: Me & Raabika
oyee apne to daikyoo … jab dant dkahtii hoo .. mai to behosh ho jata hoo …
Re: Me & Raabika
:halo:
Re: Me & Raabika
![]()
Re: Me & Raabika
sar mai dard hai k ankh mai mhe kuch pta nhi chal rha ???
Re: Me & Raabika
kis din tumharay sarr main dard nahi hota? ![]()
Re: Me & Raabika
mjhe kabhi sar dard nhi hota .. mai khud hi sar dard hoo .. hehe