Re: Me on frontcover of Vogue
*maraas-puna karnay say baaz na ana, aik to mai is waqt shohrat ki bulandioN mai ur raha hooN, kabhi paris hilton ka phone ata hai to kabhi neha dhupia ka aur aik tum ho kay bajaye khush hone kay saryaaN chor rahi ho.
Had hai kasaaaam say!*
acha acha ASN meeya ab jag bee jao subha hogaee hain..
aur haan suno yah picture aunty ko mat dikana mar paray gee :D