me new here :)

Re: me new here :slight_smile:

now that definately smells like a multinick :hmmm:

anyways welcome shelcome :bb:

main chacha ghalib hoon… chaand par rehtaa hoon… kabhi aao, main apni chaand gaari main bithaa kar sair karwaaon ga pooray chand ki :smiley:

aur chaand ki mitti bhi thori si tohfay main doon ga … taa kay aap kisi ko keh sakin kay aap uss kay liye chaand utaar kar laai hain :halo: