Mal1k
June 5, 2006, 2:30pm
41
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
^^ :yukh: paani bahut namkeen hai, phir wohi gaana yaad ajata…samundar main naha kar, aur bhi namkeen hogaye…ho ho ho ho
Nasha aap ki aankhon ka mujh par kuch aise chaa gaya
Nasha aap ki aankhon ka mujh par kuch aise chaa gaya
Jaisay Dubai main koi naachta hua Shaikh aagaya…
waahhhhhhhhhhhhh kya shayr hai
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
2 dubkiyan nahi 3 dubkiyan jaiz hai shariyat ke iehaaz se :o
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
Behen jee, aap nay ussay daikha nahi hey na, woh tou khud hi dairh pasli ka hey… uskay liya tou 2 dubkiaan bhi ziyada hain Woh tou sirf do chaar cheentay he maar lay tou kaafi ho jaey ga… Waisay shariyat to paray hi rakhain to acha hey
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
Dubai main naachta huwa shaikh tou nahi aaya magar Austrian Bhaija zaroor aa gaya hey…
:bhangra:
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
jo shariyat per na chaley wo sacha musalmaan nahi :o
aur waise bhi wo kitna mota hai ya kitna patla hai mujheyy uss se kia
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
jee, I was just kidding…
Mal1k
June 5, 2006, 3:02pm
47
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
oye yaar, ye cafe ke andar mastiyaan ke ilawa aur serious baatein naa laaya karein puhleaase...:p
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
thanx for a flower but i wasnt kiddin
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
Tou aap bhi “KHALA” hain kiya… Waisay aap ko pehlay nahi daikha Where you from, Aunty ??
PS:
Mal1k, I have to leave now, will talk 2 u over the phone laterz.
Allah Hafiz dosto…
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
kissi ko na janaaneyy se wo aunty nahi ban jaati aur na hi khala hoti hai kia pata age wise mai aap se choti hoon :p
Mal1k
June 5, 2006, 3:12pm
51
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
Okies...samundar par milain gaye
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
Jeeti Rahoo Khush Rahoo, jo bhi ho…
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
pahley kabhi yahan nahi dekha to ab dekh lain
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
Yahan kahan, Dubai main
Ab main jaa raha houn - warna office hi main lock ho jaoon ga…
Allah Hafiz
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
dubai kahan e aa geya
Mal1k
June 5, 2006, 3:26pm
56
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
aap office se abhi tak nahin gaye, kitni buri baat hai...chaye shaye peeya karo aur jeeya karo...:p
Mal1k
June 9, 2006, 11:30am
57
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
ek aur meet hui raat ko…:bhangra:
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
acha kia bhangrey waale bhi bulaayee they
Mal1k
June 9, 2006, 11:45am
59
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi...
Nahin, belly dancers...:D
Re: Me, Lone Ranger & Sharaabi…
hai sharam nahi aati