Me and mY gender ... why?

khamisa kya hota he

ji kabhi hamare mahal main tashreef zaroor laiye ga:shikra:

:fatee: badshah ko apni urdu se impress bhi to kerna hai

awwal, sani, salis, raabay, khamis :smiley:

huzoor, sawaari bhijwa dee jiyai gaa kal subhaa

Re: Me and mY gender … why?

BNA anty main aab baat nahin kerti you ne jawab nahin deya meri baat ka :snooty:

O I am so sorry MKD. Bhool ho gai. Maaf kar do :slight_smile:

aap hawai jahaz main safar karna pasand karti hain keh doli main:shikra:

Re: Me and mY gender ... why?

haiii badshah salamt ka to scene waqai set hne laga he begum keh sath,,,
hum kab aen rakhs karne geet gane....

Aap ko anty mana hai to maaf ker diya :phati:

Uran Khatolay main sharmaa ing

Citirne, ye tum ne kis qsim ke kaam shroo ker diye hain :hmmm:

aww. meri sab se achchi bahteji :hugz:

:hmmm: ab yeh kahan say mangwain

:shikra:kuch aur nahi chale ga

nai chalega..coz aam banda chalta he per begum urdti he

aali jaah, ab khud hi kuch intezam karain badsah ke seenay pe hulkay hulkay mukkay maaring

main udi udi jaawan, hawaa de naal :music:

:Ji anty :hug:

P.S. Mujhe pata hai keh aap kaun hain :phati: Main kisi ko nahin bataon gi :fatee:

:aq:

zoor ki khansiikya pani mil sakta hai:aq:??

:shikra: subha tayyar rahiye ga,hamari khaas ghori aap ko lene aae gi

Re: Me and mY gender ... why?

BNA can I name you puhlease? :@:

Pani ki jagah sharbat-e-Jaan paish karoon ?

Huzoor khaas ghori ko bhijwa diyaa to GS pe flooding kon karay gaa :konfused:

I dont know what are you talking about MKD :konfused: