Re: Mazakiya Shayri
**lolllzzzzz…lo ji ab lagtaa hai yehii dekhnaa baaqii rah gayaa thaa
hamaarii zabaan ko kia ho gayaa? FUNNY Ghazal? ufffff…ab ham mazaaHiya kalaam ko FUNNY Ghacal kahne lage! SAD! ![]()
bhai, hamaarii zabaan meN aise kalaam ke liye ek lafz maujood hai…ya’nii…HAZAL yaa Hazaliyah kalaam…is meN kia mushkil hai?
mujhe pataa hai G-e-T k yeh aap ne nahiiN likhaa…jo is kaa kaatib hai usse yeh afsos-naak laGhzish huii hai…Khair…ENJOY! :)**