Mazahiya Shairi - Lets have fun

Re: Mazahiya Shairi - Lets have fun

hahaha :rotfl:
**
For those who can’t read Urdu**

Chothi Shadi ki Iaazat nahin milne wali
Ab koi aur ‘Musarrat’ nahin milne wali

Jitni aasani se hui ‘Firdous’ tujhe
Itni aasani se ‘Jannat’ nahin milne wale