Shoaib Akhter: haan..bohat shararti hai
…not thanx wanx ![]()
Ata bhai: habeeb kaun?
Sohail A: ![]()
PKM: Thanx ![]()
Muslim Queen: sure is ![]()
Pagal Dewana: thanx ![]()
Tikhi Jalebi: Ameeeeeeeen ![]()
Shoaib Akhter: haan..bohat shararti hai
…not thanx wanx ![]()
Ata bhai: habeeb kaun?
Sohail A: ![]()
PKM: Thanx ![]()
Muslim Queen: sure is ![]()
Pagal Dewana: thanx ![]()
Tikhi Jalebi: Ameeeeeeeen ![]()
Rani Pakistani: thank you
..![]()
Vivacious: Thanx ![]()
Heart Hacker: ok..lay lo…itna tung karayga na…keh foran hi wapis kardogi aap ![]()
Arab: Sure is…:)…Thanx ![]()
mehroo baji: he is 6 now masha-Allah say
..definately very cute…![]()
Mashallah…he is so cute.. Allah ussey DT ki nazar se bachaye ![]()
waise meri taraf se bhi
Happy Birthday Hassan ![]()
Broken Sky: Thanx ![]()
Kino:
…yeh shehzad roy ki video mayn model anay wala hai ![]()
rabiaa: mayri nazar kyon lagnay lagi mayray bhagoray ko
…thanx ![]()
yaar..ab to pargaya na uss ka naam..waysay don’t ask what he called me on the phone
..aur baal..bass..na poocho
…kyon chehrtay ho
…pehlay iss kay abba…
…aur ab yeh bhi
…dono kay baal masha-Allah say itnay acchay hain…chacha kay baalon ko itni nazar lagayee itni nazar lagayee..but chacha ka dheet baal…girtay hi nahin
…ab MBA kar rahay hayn…shayed ab gir jayen :halo:
‘Bhagoray’???
woh kia hota hai???
my ammi gave him that nick name bhagora
…bhagora i think is used for a very active person…u know..like chulbula type…saara waqt bhagna daurna khelna koodna
..bass…ammi called him bhagora once…to now I always call him bhagora
…
ooooo i c
tu aap ko kia kehte hain?? ![]()
mujha??..u mean woh mujhay kya kehta hai..
…or u wanna know my nicknames :halo:?
baat tu eik hi hai na? ![]()
woh aap ko kia kehte hain? Pakora? ![]()
aur btw..kitne nicknameS hain aap k??? ![]()
nahin..pakora nahin
…u don’t wanna know :halo:
mayray bohat nick names hayn :halo:..jis ka jo dil karay…bolta hay ![]()
lo..agar mujhe maloom na karna hota tu mein poochti ![]()
aur ab agar pooch hi liya hai ghalti se..tu ab sharafat se bata dein ![]()
kya bata don
?
uffffff ![]()
apne nicknames aur kiaa ![]()
aewaen bata don ![]()
uffff kyun nahi bata sakte ![]()
tobah nickname batane mein itni deir karte hain tu eik baat complete karne mein kitni sadiyan lagate hoon gay ![]()
Mera Bhateeja ![]()
ohh Mr. Haleem..kia hal hai ? ![]()
Salam Rabbo kasi ho ?
yar theek hi hoon na, aur aap kasi ho ? ![]()
Re: mayray bhagoray ki bday hai hula
[QUOTE]
*Originally posted by dewana tera: *
**mayray bhagoray ki birthday hai aaj ![]()
![]()
~Happy Birthday Hassan…Happy Birthday to you~
would like to share some pics of my bhagora..he’s my chachas son
…and MY ABBU’S LADLA
**
good pic :k: Haapy Birthday :k: