Re: May 21 2011… END OF THE WORLD!!!
bilkul saHeeH kahaa! meraa maqsad thaa k jo log in sab baatoN ko seriosly le kar panicky hote haiN unke liye hai k panick na hoN bal k aaKhirat ke liye kuchh kareN…deendaar insaan aisii waahiyaat, fuzooliyaat per yaqeen hii kiuN karegaa.