MATCH THE LAST WORD

Re: MATCH THE LAST WORD

behna ye urdu ka word hai jiska matlab hota hai bura bhala kehta… beqarari bhi isi mein aata hai… jesa kisi ka zameer malamat kerna… yani koi bura kaam kerke sukoon naa ana :@: