Re: Match-It — March-8-To-15
Meri to kuch samajh nahi aa raha k kya kahoon…
Aap tamaaaaaaaaam logo ki mohabbaton ka bohaaaaaattttt bohat shukria !!!

I m nothing:blush:
Thanx alottt Amal G !
Shahana G ! Khair Mubarkan.
Althea ! cake se guzara kar lein:bday: ![]()
KN,HH,V ! Shukria Dosto! ![]()
Nia Khan ! Thanx 4 the complements lekin likhna to na chorrein:( . Keep practicing Khan G! Main bhi yaheen se ho k guzra hoon jahan se abhi aap guzar rahi hain so u wil be here jahan se abhi main guzar raha hoon… ![]()
Aur main to kuch bhi nahi, Aap InshaAllah mujh se bhi aage jayen gi:k: