Re: masoom
2 shikayetain bhi thi ose tu sirf meray khoolos say Ajab woh shaks tha meri aadatein na samjh saka
3 Ana parast hai woh jazbaat main bhey ga nahin Woh mujh sey milney aayega per kahe ga nahin
4:sab kuch khuda se mang leya tum ko maang kar uthtey nahin hain haath meray is dua kay baad
5 woh to hogee tum sey mohbbat warna hum to woh hain jo khud ki bhi tamana na karien
bohat khoob