Re: Masala Chai with Nia Khan!
kitnay selfish ho tum subb log
kissi nay abhi tak yeh nahi poochaa problem kya hay
iss waqt net pay kyaa kar rahay hoo - subah kaam pay nahi jana - etc etc
Oye I am recovering from beemari - abhi 8 ghantay soo kar uthaa hooN
2 days bed rest
UZ
March 6, 2007, 7:15am
102
Re: Masala Chai with Nia Khan!
inni thand aap gana gaa lein
naa ghilaaf
naa lihaaf
UZ
March 6, 2007, 7:16am
103
Re: Masala Chai with Nia Khan!
kitnay selfish ho tum subb log
kissi nay abhi tak yeh nahi poochaa problem kya hay
iss waqt net pay kyaa kar rahay hoo - subah kaam pay nahi jana - etc etc
Oye I am recovering from beemari - abhi 8 ghantay soo kar uthaa hooN
2 days bed rest
haaw haye uncle kiya hoa aap ko
Re: Masala Chai with Nia Khan!
kitnay selfish ho tum subb log
kissi nay abhi tak yeh nahi poochaa problem kya hay
iss waqt net pay kyaa kar rahay hoo - subah kaam pay nahi jana - etc etc
Oye I am recovering from beemari - abhi 8 ghantay soo kar uthaa hooN
2 days bed rest
ho hawyeee. hamay tu seriously mein maaloom hi nai tha
I hope you feel better
I thought, why were you still posting - lakin ab neend na aanay ki aur bhi imp wajoohaat ho sakti hain so i didn’t ask.
Re: Masala Chai with Nia Khan!
maslan
Re: Masala Chai with Nia Khan!
maslan
ab mai kia bataaon aap ko -
gar koi dil wil aa gayaa ho
ya phir waisay hi agar khaanaa ziyaada khaa liyaa ho
Re: Masala Chai with Nia Khan!
main apni garam daak check karnay kay liyaay aayaa thaa
aur idhar tum logooN kay chakkar main flooding shroo kar di
UZ
March 6, 2007, 7:28am
108
Re: Masala Chai with Nia Khan!
oho to ab kerte hain flooding
Re: Masala Chai with Nia Khan!
kis nay bhaiji ju aadhi raat ko check ho rai hai
Re: Masala Chai with Nia Khan!
Kyaaaa…wouldn’t u like to know
Re: Masala Chai with Nia Khan!
Sadar Bush nay bhaiji hay
keh raha hay pai jaan gajjar ka halwa bhaij doo
tumhari paabi ko buhat pasand hay
Re: Masala Chai with Nia Khan!
neela thothaa bhi daal daina, awein thorRa sa
Re: Masala Chai with Nia Khan!
woo thooRi marray ga kambakht
uss ki ghar wali ka kaam tamam ho jaiey gaa
Re: Masala Chai with Nia Khan!
lafafaay mein pataakhay daal kar bhaij dein na