Masala Chai with Nia Khan!

Re: Masala Chai with Nia Khan!

jab tak yeh good hoga - duniyaa tittar bittaar ho jaiey gi
hamaray paas tu waisay bhi time nahi hay
aik paaon qabar main - doosra kailay kay chilkay pay rakhaa hay :smack:

idhar slip huay aur kaam tamam :hinna: