MardoN ki Eid

:hmmm:

There is nothing wrong in being a big lafanga and laofer :hula:

Re: MardoN ki Eid

Funny thing is that even I find Codey to be such a sweet sweet person :hmmm:

Re: MardoN ki Eid

But i am namkeen :(

:devil:

kaheen Code _Red ko na pata chal jaye – warna pardah per pardah waajib ho jaye ga

:hehe:

rozay main ulti ho jaa’ai to roza toot jataa hai naa :konfused:

:hmmm: pehlay bolna tha Sehri ho gai hay, ab iftari ka intezar karain

Re: MardoN ki Eid

Yaar TLK ! Main ne kab kaha ke meri eid achee nahi guzarti ? :rolleyes:

Meri tu mashallah bohat ba’ronak guzarti hai, Chooreyon ke chan chan , jhumkon ki khan khan ke beech :blush:

Aap ko compliment deyna is fuzool. I learned my lesson :snooty:

:crying:

aye bhai, kis size ki chooriyaan pehento ho tum, humain bhi to bataao

Kis gaaon main eid guzartay hain ?? :confused:

Re: MardoN ki Eid

Iraj - mujhey pardah ke peechey se jhaanki ankhian ziada attract karti hain :jano:

adrasteia - chalo ab pata chal gaya na :k:

Re: MardoN ki Eid

Niksik jee - fiqar na karain, compliment tu main sood smait wapas kardounga :smooth:

Re: MardoN ki Eid

Sood is haraam :chai:

Re: MardoN ki Eid

meray khayal say aap ko isb shift ho jana chahiyay :halo:

Re: MardoN ki Eid

what is isb?

or haaR raaat shab-e-baRaat ... Sar pe ChappaloN k Phata'kay jo baajtay haiN:D

Re: MardoN ki Eid

kahaak eid hai Humariiii :~(

Hum tu haiN pardes mein . Desh mein nikala hoga ChaaNd

Re: MardoN ki Eid

Aaa gaye tum, jinn kahiN key :barbie: