Mardon Jaisa Naam

Re: Mardon Jaisa Naam

so she was from Red light area?

Chod ke asmat ki mandi aur jismon ka bazar
Pesh karay unchay mahlon me voh fun ke shahkar
Maan liya hy sab ne oosko eik sachchi funkar
Zeb nahin deta ab usko voh gandha bevpaar

Auron ke manind bhala kab hoti hy neelam
Sanvali si eik aurat mardon jesa uska naam