Re: Mard hi be’wafa nahi hotey…
**
waah, bahot Khoob…sach hai…claim to sab kaa yehi huaa kartaa hai…paarsaaii pe maulana Altaf Husain “Haali” kaa yeh she’r yaad aa gayaa:
**
**dhuum thii apnii paarsaaii ki bhii aur kisii se aashnaaii kii
**
kiuN baRhaate ho iKhtilaat bahut, ham meN taaqat nahiiN judaaii kii