Re: Mannaten Muraaden
ji ham bachpan mein thy tu toffees meethy ki tour per, bachpana masoom aur aqal se khali hota hy tu pata nhi kiya or kyun or kise sun dekh kar kiya karty thy mannatein muradein ase , ab bhi koi parhta hy app ky han yeh:$
diya waghera tu kabhi nhi suna or na kiya, wase Allah ki panah ho kuch hamare han shuru mein hinduana asraat ziada hy, marny ka ho shadi ka ho, mannatein muradein hoon ya kuch, shayd isliye bhi k our ancestors are from india. Ab kuch kami si ayi hy karam Allah ka